» 
 » 
Chahoon Main Ya Na



Текст песни Arijit Singh - Chahoon Main Ya Na

Chahoon Main Ya Na
Arijit Singh
Song- Chahoon Main Ya Na
Film- Aashiqui 2
Singers- Arijit & Shreya

Tu hi yeh mujhko bata de

Chahoon main ya na...

Apne tu dil ka pata de

Chahoon main ya na...

Tu hi yeh mujhko bata de

Chahoon main ya na...

Apne tu dil ka pata de

Chahoon main ya na...

Itna bata doon tujhko

Chahat pe apni mujhko

Yun toh nahin ikhti..yaar..

Phir bhi ye socha dil ne

 jo laga hoon milne

Poochhun tujhe ek baar...Oho..

Tu hi yeh mujhko bata de

Chahoon main ya na...

Apne tu dil ka pata de

Chahoon main ya na...

Interlude
.........

Aisi kabhi pehle..

Huyi na theen khawahi shein

Kisi se bhi milne..

Ki na ki theen koshi shein oh oh..

Uljhan meri suljha de

Chaahun main ya naa...

Aankhon aankhon mein jataa de

Chaahun main ya naa...

Guitar Solo(Rhythm Part)-()..()..()..()..()..()..()..()..()

Mere chhote chhote khwaab hain 

Khaabon mein geet hain

Geeton main zindagi hain

Chahat hai, preet hai

Abhi main na dekhoon khwaab woh

Jin mein na tu mile

Le khole honth maine

 tak theh, jo sile

Mujhko na jitna mujh pe

Utna iss dil ko tujh pe

Hone laga aitbaar...

Tanha lamhon mein apne

Bunti hoon tere sapne

Tujhse hua mujhko pyaar o o..

Poochungi tujhko kabhi naa

Chaahun main ya naa...

Tere khaabon mein ab jeena

Chaahun main kyun naa...

Tu hi yeh mujhko bata de

Chahoon main ya na...

Apne tu dil ka pata de

Chahoon main ya na...
Другие композиции этого автора:
https://lyrics.primanota.net/arijit-singh/chahoon-main-ya-na.htm