» 
 » 
Pichle Saat Dinon Mein



Текст песни Misc Soundtrack - Pichle Saat Dinon Mein

Pichle Saat Dinon Mein
Misc Soundtrack
(8 times)

Meri laundry ka ek bill
Ek aadhi pari novel
Na na na na na
Na na na na na
Ek ladki ka phone number
Mere kaam ka ek paper
Na na na na na
Na na na na na

Mere taash se heart ka king
Mera ek chandi ka ring
Pichle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa mein aur kabhi khud pe roya

Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na

Present mili ek ghari
Pyari thi mujhe bari
Na na na na na
Na na na na na
Meri jeb ka ek packet
Meri denim ki jacket
Na na na na na
Na na na na na

Do one day match ke passes
Mere naye naye sun-glasses
Pichle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa mein aur kabhi khud pe roya

Solo :   (16 times)

Bridge :
Kaise bhuloon saatwa jo din aaya
Kisine tumse ek party mein milwaya
Kaisa pal tha jis pal maine tumko pehli baar dekha tha

Hum jo miley pehli baar
Maine jaana kya hai pyar
Maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
Kabhi khud pe hasa mein aur kabhi khud pe roya

Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Maine pichle saat dinon mein ye sab hai khoya

Chords Used :
https://lyrics.primanota.net/misc-soundtrack/pichle-saat-dinon-mein.htm